Main 1 month se din me 5_6 baar call karta hu phr bhe no responce and no clear things. Life me pahle baar maine aisa banda dekha hai. Itna careless kon kaise ho sakta hai.nahi dena fabric to clear mana kar de but itna erritate kar diya hai ke kya kare.